Konsa bank private hain aur konsa bank goverment hain issey janne ke liye hamey us particular bank ki shareholding pattern check karna padega.
Agar us particular bank ki 50 % share goverment ke pass hain toh ye bank GOVERMENT BANK hain. parantu yedi us bank ka 50 % share goverment ke
pass na hoke koi investor ke pass hain toh ye bank PRIVATE BANK hain.
KUS PRIVATE AUR GOVERMENT BANK KA NAAM NISE DIYE GEYE HAIN
PRIVATE BANK
1. HDFC BANK
2. ICICI BANK
3. YES BANK
4. KOTAK MAHINDRA BANK
5. AXIS BANK
GOVERMENT BANK
1.. STATE BANK OF INDIA
2. PUNJUB NATIONAL BANK
3. BANK OF BARODA
4. CANARA BANK
5. UNION BANK OF INDIA
PUBLISH BY:- ABDUL RAKIB
0 Comments